mausam main bhi kaisa nasha chaya hain...

mausam main bhi kaisa nasha chaya hain
lagta hain barsaat bhi sharab pi kar aai hain...
~*~
usko dekh kar kaisi hui badan main hararat
mehboob bhi kaisi shabnam ban kar aai hain...
~*~
yeh thik hain ki baadalon ke peeche chupa rahe chand aaj ki raat
lagta hain yeh raat aafat ban kar aai hain...
~*~
nighao se baat na karo aaj tum
lagta hain yeh nighayen qayamat ban kar aai hain...

Romil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...