kitni khushi hain dil tooth jaane ke baad

kitni khushi hain dil tooth jaane ke baad
pata chala zindagi kya hoti hain
hosh main aane ke baad...
~*~
kya hua jo woh bewafa nikali
dil ko tasalli mili chhot khaane ke baad...
~*~
pehle har koiye apna dushman hota tha
aaj sab dost bane hain uske chale jaane ke baad...
~*~
ab na pucho apni raat ka aalam
parwane ko zindagi mili shama main jal jaane ke baad...

Romil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...