Kisi ki karo izzahat to abaruu loot laita hain
Kisi ki karo izzahat to abaruu loot laita hain
Miya... Is be-reham duniya main kya-kya nahi hota hain...
***
Dil chahata hain ki bhari mehfil ke samne usse bewafai ki wajah puchoo
Hausala karta hu, lekin hausala nahi hota hain...
***
Mujhpar woh lagata tha bachpan ki dosti main khoye rehne ka ilzaam
Khud gair ki baahon main sota hain to bewafai ka unhein elam nahi hota hain...
***
Socha tha mere andhere jeevan ko roshan karega
Par dil jala diya... ab chirag par bharosa nahi hota hain...
Romil
Comments
Post a Comment