Unhi ko dhund rahi hai nigahein meri
Unhi ko dhund rahi hai nigahein meri
Jo baar-baar kehti hai
"Aa Jao"
"Aa Jao"
"Aa Jao" baahon mein meri.
Nigah neechi kiye, sar jhukaye bethi hogi, kisi nukkad par
Koi to mujhe bata de
kaun sa hai tera mohalla
kaun si hai gali teri.
aur
Usko yaad kar haseen tasabbur mein kho gaya hoon Romil
Ki jaise lag raha hai woh goad mein soye ho meri.
RRSA
RRSA
Comments
Post a Comment