Yeh samajhana mere liye bada muskil hai

Yeh samajhana mere liye bada muskil hai Romil
Ki tu mera bhi nahi
Gair ka bhi nahi
Khud ka bhi nahi...

aur

Milta bhi nahi
Juda mujhse reh sakta bhi nahi
Akela tera guzara bhi nahi...

#Romil Arora

यह समझना मेरे लिए बड़ा मुश्किल है रोमिल
कि तू मेरा भी नहीं
गैर का भी नहीं
खुद का भी नहीं...

और

मिलता भी नहीं
जुदा मुझसे रह सकता भी नहीं
अकेला तेरा गुज़ारा भी नहीं...

#रोमिल अरोरा

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...