Na jaane kab...

Ki dil ki sune 
Ya
Dimaag ke saath chale...
Na jaane kab honge aise haalat ki dono saath-saath chale...

Kabhi tum khafa
Kabhi hum khafa
Na jaane kab hum dono haathon mein haath thame saath-saath chale... 

Idhar bhi tanhai
Udhar bhi udasiyaan
Na jane kab mausam badale' baharein saath-saath chale... 

RA

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...