Jinko ghar ki chhaton par khade rehne ki aadat ho

Jinko ghar ki chhaton par khade rehne ki aadat ho Romil
woh log jhaka-taki se kaise baaj aa sakte hai...

Romil

din par din haseen hote ja rahe ho... nazar na lage...
din par din haseen hote ja rahe ho...
tumhare hoonton ki muskaan keh rahi hai aajkal kisi se dil laga rahe ho...

yeh lal libaaz
aur
yeh mehandi ka rang
yeh lal libaaz
aur yeh mehandi ka rang
pehle se khuda ne kam qahar (HudHud) barpaya hai
jo tum aur bijliyaan gira rahe ho...

MashaAllah...

Romil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...