Maire baare mein yeh jaan lo Main aadmi bahut kharab hoon...

Maire baare mein yeh jaan lo
Main aadmi bahut kharab hoon
Ishq ho ya fir ho nafrat
Karta main beshumaar hoon...

Maire baare mein yeh jaan lo
Main aadmi bahut kharab hoon...

Aankhon ke raste dil mein utar jaata hoon
Na khud sota hoon na soone deta hoon
Karwatein leta main beshumaar hoon...

Maire baare mein yeh jaan lo
Main aadmi bahut kharab hoon...

khud hi deta zakhm hoon
khud hi ban jaata hoon hakeem
kabhi aasmaan to kabhi hoon mein zameen
mujhe paana aasan nahi main awara ban fhirta beshumaar hoon...

Maire baare mein yeh jaan lo
Main aadmi bahut kharab hoon...

ro+mil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...