na jaane kaise aadat hai...

chai ke cup mein biscuit dubo kar khana
martbano mein se ungali daal kar nimboo ka achaar nikalana
kitab ke pehle panne ko kalakari se sajana
sheeshe pe giri oos pe apna aur sanam ka naam likhana...

na jaane kaise aadat hai...

ro+mil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...