Beta... hamesha sapne bade rakhana

Maa kehti thi...

Beta... hamesha apne sapne bade rakhana
sirf bistar par sote hi nahi rehna, utho aur is zameen par chalna, daudana
chand, taaron ki ucchaiyon ko dekh kar ghabrana nahi
hamesha unko paane ki khawaish dil mein rakhana
jal jaye chahe yeh ungali koi gam nahi
par is Satya ki roshani ko hamesha jalaye rakhana...
Beta... hamesha sapne bade rakhana....

Ro+mil 

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...