Timepass...

Timepass


Mitr - Bhai, photo mein aapne 12/04/14 ko bhi wahi kutra pehna hai, 13, 14, 16 ko bhi wahi kutra pehna hai...

nahahe bhi thi aap... ki bina nahahe hi rahe the... ya mumbai, goa mein laundry nahi thi... 

yeh kutra ko main... kam se kam 07 saalon se aapke pass dekh raha hoon..

lucky kurta hai kya? 

Ro+mil : hehehehehe.... miya... main kya mere kutra bhi waafadar hai.... saalon saal saath nibhate hai... 

yeh bahut comfortable hai... bas pani se nikal kar daal do... turant sookh bhi jaata hai... kapda accha hai...  

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...