Hawa bhi chhan kar aati hai

Hawa bhi chhan kar aati hai
Dhup bhi khil kar aati hai
Chatai bichakar zameen par jo so jaun main
To neend bhi khoob khul kar aati hai...

Teri AC wali kothi se
Meri jhoopadi bahut acchi hai...

ro+mil

हवा भी छन कर आती है 
धूप भी खिल कर आती है
चटाई बिछाकर ज़मीन पर जो सो जाऊँ मैं 
तो नींद भी खूब खूल कर आती है.

तेरी ए.सी. वाली कोठी से
मेरी झोपड़ी बहुत अच्छी है.

रो+मिल   

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...