gar main insaan na hota

miya... gar insaan na hota,
gar main insaan na hota
to kisi mandir-masjid ki sidiyon ka gummad hota
sar sajde mein yunh na jhuka rehta
mera sar sajde mein yunh na jhuka rehta
gar mera mehboob khuda sa na hota.

ro+mil

मियां... ग़र इंसान ना होता
ग़र मैं इंसान ना होता
तो किसी मंदिर-मस्जिद की सीढ़ियों का गुम्मद होता
सिर सज़दे में यूंह ना झुका रहता
मेरा सिर सज़दे में यूंह ना झुका रहता
ग़र मेरा महबूब खुदा सा ना होता.

रो+मिल   

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...