meri mohabbat ka sila kuch is tarah se dene aana

tum haaton ki mutthiyon mein bhar mitti meri qabr par aana.
diwana ban pagal ho jayun jo main ishq mein
di hai tumne bimari to davaa bhi tum hi laana.
randiyon se rishta rakhun itna bhi ishq-e-majbur nahi
jab tum ban jao wahi purani meri sanam to fir wapas meri zindagi mein aana.
roj-roj jaag kar katati hai sitam hi raat
chain se sone wale kabhi humko bhi chain se sone ki dua dene aana.
ro+mil

Comments
Post a Comment