jab bhi gum-e-ishq mein rehna

jab bhi gum-e-ishq mein rehna
meri yaadon ka nasha lena
apni aankhon mein aansoo bharna
khuda se gila-shikwa karna.

jab bhi kabhi hum ho tere rubaru
kuch mat kehna
bas daud kar mujhe apni baahon mein bharna.

aur kabhi na mile humtum to 
roj gum-e-ishq ko yunh hi badate rehna.
khud ko ilzaam dena
apne armano ka qatal karna...

ro+mil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...