saath marne ki to bahut baatein karta tha
saath marne ki to bahut baatein karta tha
magar marne ko taiyar na tha...
bechane ko to main apna sab kuch baich deta
magar bazaar mein aisa koi khareedar na tha...
main uski baahon mein, woh meri baahon mein
raat issi tarah guzar gai
koi shama bhujane ko taiyaar na tha...
daulat ke samne... haar gai meri mohabbat
woh mera tha
magar mera banne ko taiyaar na tha...
ro+mil

Comments
Post a Comment