aap kyon haste hai mere haal par
aap kyon haste hai mere haal par
sukr allah ka hai ishq karta hoon.
likh kar uska naam zameen par sar jhuka leta hoon
log dekhkar diwana kehte hai mujhe...
main to apne ishq ki namaaz ada karta hoon.
ek bada aib hai mujhmein miya "sach bolta hoon"
log kehte hai ki main bakwas karta hoon.
Haji ji... yeh baat-baat par khuda ka darr, khuda ka khauf
main to roj usse ladata hoon-jhagadata hoon.
apno ki bewafai-taano se kab ka marr chuka hoon main
bas sansein chal rahi hai
log samajhate hai ki main zindagi jee raha hoon.
ro+mil

Comments
Post a Comment