Samaj nahi aata kidhar jaaye
Samaj nahi aata kidhar jaaye
Imandari ke saath rahe ya fir beimani ke haathon bik jaye....
Na jaane kaun faila jaata hai yeh sampradayikta ki aag
Inse kabhi Bareilly ko to kabhi Muzaffarnaagar ko bachaiye...
Chahe sardi se, Chahe garibi se marr rahe ho log
Neta Ji to filmi kalakaron ke saath Mahotsav Manaye...
Suna hai... Ghumane gaya hai Netaon ka dal videshi yatra par
Shayad kuch naye Bhrashtachar-Beimani ke gunn seekh kar aaye...
Agar gunah kiya hai to khuda ko haazir-naazir maan kabul lo apne gunah Sant Bapu
Kyon gunahon ki ghathari lekar saath Khuda ke ghar jaaye...
Us garib insaan ko to bas apni tooti jhopadi, bacchon ke liye do-waqt ki roti, do jodi kapde, school ki fees yahi sab ki chinta khaye jaati hai.
Usko kya fark padta hai Chahe Pradhanmukhiya koi bhi Ulla da phatta ban jaye...
Ro+mil

Comments
Post a Comment