Na jaane
Na jaane in masoomo mein yeh hunar kahan se aata hai
Zameen pe qadam rakhate hi amiri aur garibi mein fark samaj jaate hai...
ro+mil
Shiva... ab chhod do tum yeh bhabhut se shingar karna
Yeh raakh, masoom bacchon ki jali hui laashon ki hai...
ro+mil
Comments
Post a Comment