waqt ne mujhe kya se kya bana diya...

waqt ne mujhe kya se kya bana diya
itni mili thokar ki teda chalana seekha diya

waqt ne mujhe kya se kya bana diya...

jo banda rehta hai hamesha rab ke samne sar jhukaye
use daulat ka gulam bana diya

waqt ne mujhe kya se kya bana diya...

rehta tha jo hamesha mohabbat ki dhun mein khoya-khoya
use husn ki dunia ka aashiq bana diya

waqt ne mujhe kya se kya bana diya...

jo deta tha logon ko zindagi jeena ka hausala
use roz subah dua mein apni maut mangane wala fakeer bana diya

waqt ne mujhe kya se kya bana diya...

ro+mil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...