saath baith kar coffee piye zamana ho gaya

saath baith kar coffee piye zamana ho gaya
shaam-e-lucknow ko jiye zamana ho gaya.

uske kamre ki khidki band hai arse se
sair-e-lucknow kiye zamana ho gaya.

dubate hue chand-sitare mujhse kehne lage
chalo hum sab so jaate hai
charon taraf ujala-e-zamane ho gaya.

aur

khata itni si thi ki woh sach bolta hai - 2
aaj saara dushman uska zamana ho gaya.

ro+mil


jab kabhi ishq-e-barbadi ka sawal juban pe aayega
tab -tab zamane ko romil yaad aayega...

ro+mil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...