Is tarah

Is tarah raaton ko jagaya-tadpaya na karo
Aye Chand, gar taaron se tumko mil jaye fursat to do ghadi hi sahi hamare kareeb aa jaya karo...

ro+mil

chand lamhon ki zindagi bachi hai
uske saath ek shaam beetane ki aarzoo hai
aye Khuda, aankhon mein kuch khawab adhure se reh gaye hai is tang-badhal zindagi ki wajah se
mujhe kisi faristee ki aarzoo hai...

ro+mil


Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...