ab koi sher humse kahan nahi jayega
ab koi sher humse kahan nahi jayega
kya kahe... tumse ab suna bhi nahi jayega.
haq samaj kar, kar lete the tumse do-char ishq ki baatein
naam "Sultan" hai jhukkar tera haath manga nahi jayega.
tumhare nakhare bas yahi soch kar hum bardasht kar lete hai
husn tabhi nikharega jab woh qaatil kehlayega
is karwachauth, pairon mein payal, haaton mein mehandi jarur rachana
bina ada ke chand kahan chand sa nazar aayega. hehe
ro+mil
Comments
Post a Comment