Karke yaad Maa ko aansoo baha lena
Karke yaad Maa ko aansoo baha lena
Kabhi dard-e-dil yunh bhi bhadha lena.
Hazar haseen-o-khoobsurat woh ho lekin
Tum uske dil ko jarur farakh lena.
Kisi ko chhot lage aur dil tumhara dukhe
Umar chhoti hai, yunh bhi zindagi-e-safar guzar dena.
aur
Chahe marr jao kisi masjid ke samne
Tum bhoolkar bhi na haath kisi nakhuda ke samne fhela dena.
- Romil Lucknawi.
Comments
Post a Comment