Bhuli Bisari Baatein
Bhuli Bisari Baatein
Aapko pata hai Sultan... Krodh do prakar se hota hai... 1. Jaan kar krodh aur 2. Bematlab ka krodh.
Pehla jaankar krodh isliye karta hai taki ishtitiyan theek ho jaye, istithi mein sudhar ho jaye... jaise hamari teacher sahiba humko jaankar krodh karti hai, taki hum sab bacche bigade nahi... jaise ammi-abba taki unke bacche galat sangati mein na jaye...
"Hamare to abba hai hi nahi, aur ammi ke pass itna waqt kahan ki hamari daant lagaye"
Koi baat nahi Sultan hum jo hai aapke kaan pakad ke khichane ke liye...
Aur aap jante ho dusara krodh insaan bewajah, bematlab karta hai... sirf apne ghamand, apne guzur ki wajah se... jaise motu lala apne naukar par karta hai, bewajah gussa... sirf apne ko uccha dikhane ke liye... aisa insaan krodh naamak bimari mein jakada hota hai, aur khud ko ek hansmukh zindagi se duur karta chala jata hai...
Aapko pata hai Sultan humko aapke krodh par kabhi bhi kharab nahi lagta... kyunki hum jante hai ki aap hamesha sahi ke liye krodh karte ho.
"Magar humko pata chala hai NaaZ aapko humko peeth peeche Ladaku Express kehte ho... bolo !"
Woh to pyari si kehte hai... aapko Ladaku Express...

Comments
Post a Comment