Uske Khat Jala Kar Aaya Hoon

Uske Khat Jala Kar Aaya Hoon
Main Aaj Uski Aankhein Padane Aaya Hoon
Uske Kuch Faisale Nagawar Hai Mujhe
Main Un Faisalon Pe Apne Sawaal Laaya Hoon
Jab Maa Par Baat Aaye To Takra Jaana Chahiye Romil
Main Aaj Khud Mitane, Use Mitane Aaya Hoon
Mera Khawab Dekhane Wali Sahiba
Main Aaj Teri Neendein Udane Aaya Hoon
Aur
Agar Khuda Hai Is Qayenat Mein
Main Aaj Us Khuda Ko Dekhane Aaya Hoon.


- Romil

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...