Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

Kaal Ki Vikral Ki
Trilokeshwar Trikal Ki
Bhole Shiv Kripal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki 

Baba Mahakaal Ki
Oh Mere Mahakaal Ki
Karo Re Mangal Aarti Mrityunjay Mahakaal Ki

***
Baba Mahakaal sabki raksha karna
sabke dukh-takleef-musibaton se door rakhana
sabko samriddhi-yash-vaibhav pradan karna
maa ka hamesha har pal khayal rakhana
mere papon ko kshama karna
Om namah shivaya
Om namah shivaya
Om namah shivaya

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...