Nissar Yahan Sansar Mein Shiva Naam Keval Saar hai

Nissar Yahan Sansar Mein Shiva Naam Keval Saar hai
Shiv Shakti Hai
Shiv Bhakti Hai
Shiv Mukti Ka Aadhar Hai
Damru Pani Shool Dhari Hey Nataraja Namoh Namoh (2)

http://shiva-sunny-raj.blogspot.in/2012/03/nissar-yahan-sansar-mein-shiva-naam.html
***
Shiva Ji sabko satya ki shakti pradan karna
sabko apni bhakti pradan karna
sabko sukh-shanti pradan karna
maa ka hamesha har pal khayal rakhana
meri bholon ko kshama karna
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya
Om Namah Shivaya

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...