Hanuman aapki mahima ka, kya main karu bakhan

Deh aapki laal hai aur hai laal nishan |
Shiv Ji ke avtaar ho aur ho dev mahaan |
Hanuman aapki mahima ka, kya main karu bakhan |
Gyan aur gun ke sagar ho, bade ho shaktimaan ||

Jai Sankatmochan Hanuman ||
Jai Bajrang Bali Hanuman ||

Jai Shree Ram ||
Jai Shree Ram ||
Jai Shree Ram ||
***
Sri Veer Hanuman Ji aap sab par apni kripa banaye rakhana
sabko gyan, buddhi, vivek pradan karna
sabko kashton, dukhon se dur rakhana
sabko khushiyaan aapar dena
NaaZ ka khayal rakhana
Jai Sankatmochan Hanuman || Jai Bajrang Bali Hanuman ||

Jai Shree Ram ||
Jai Shree Ram ||
Jai Shree Ram ||

Comments

Popular posts from this blog

Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja

Chalta jaye samay ka ghoda...