इतने समय के बाद भी सूर्य पृथ्वी से कभी नहीं कहता, 'तुम पर मेरा ऋण है'. ऐसे प्रेम का क्या परिणाम होता है, यह सबको दिखता है! यह पूरे आसमान को रोशन कर देता है.
Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Shiva Apna Kaam Karenge Tu Apna Kaam Kiye Ja. Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja http://shiva-sunny-raj.blogspot.in/2012/03/man-chhod-vyarth-ki-chinta-tu-shiva-ka.html *** Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Shiva Ji sabki chinta door karna sabko sukh-mann ki shanti pradan karna sabki ardas poori karna Maa ka hamesha har pal khayal rakhana Meri papon se mukt karna Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya
Satsang mein gota laga le Jeevan ko safal bana le Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Is jeevan se padega bhaiya sabko ek-din jaana Kaudi-Kaudi jamaa kiya sab chhodkar maal khazana Yahan koi na rahega Mata-Pita se rishta jodhke Yahan koi na rahega Dunia-daari se rishta jodhke... Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Chhod Lobh-Jhoot-Kapat, Chugali-Krodh-Ahankaar Sabko ek-samaan samajh, Kar sewa ka karya... Yahan koi na rahega Kothi-Mehalo se naata jodhke Yahan koi na rahega Jaat-Biradari se naata jodhke Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... - Sunny
Comments
Post a Comment