tum hamesha mujhe kisi na kisi ke sath he q jodte ho, na main gunn ke friend hu aur na tumhari dushman, samjhe, sorry galti ho gai, ainda nahi hogi, mujhe sirf tumhara blog pasand hi wo bhi is liye q k main khud bana chati hu, ab banaungi to khud dekh lena, aur mujhe guide karna
Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Shiva Apna Kaam Karenge Tu Apna Kaam Kiye Ja. Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja http://shiva-sunny-raj.blogspot.in/2012/03/man-chhod-vyarth-ki-chinta-tu-shiva-ka.html *** Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Shiva Ji sabki chinta door karna sabko sukh-mann ki shanti pradan karna sabki ardas poori karna Maa ka hamesha har pal khayal rakhana Meri papon se mukt karna Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya
Satsang mein gota laga le Jeevan ko safal bana le Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Is jeevan se padega bhaiya sabko ek-din jaana Kaudi-Kaudi jamaa kiya sab chhodkar maal khazana Yahan koi na rahega Mata-Pita se rishta jodhke Yahan koi na rahega Dunia-daari se rishta jodhke... Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Chhod Lobh-Jhoot-Kapat, Chugali-Krodh-Ahankaar Sabko ek-samaan samajh, Kar sewa ka karya... Yahan koi na rahega Kothi-Mehalo se naata jodhke Yahan koi na rahega Jaat-Biradari se naata jodhke Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... - Sunny
happy new year lal mirch, kaise ho
ReplyDeletetum hamesha mujhe kisi na kisi ke sath he q jodte ho,
ReplyDeletena main gunn ke friend hu aur na tumhari dushman,
samjhe,
sorry galti ho gai,
ainda nahi hogi,
mujhe sirf tumhara blog pasand hi wo bhi is liye q k main khud bana chati hu,
ab banaungi to khud dekh lena, aur mujhe guide karna
mtlb ke bgair to apne khud ke ansu bhi nahi nikalte, use bhi nikalne ke liye khushi ya gum chaiye, phir tum to insani rishto ke baat krte ho
ReplyDeletewl to chlo aisa he shi,
aj ke bad bgair mtlb ke bat krugi,
mera blog main khud he bna lungi,
jb kafi bn jayega tb apko adress dungi,
ok gud nite n tk cr