Woh is kadar mujh par zulm dhaaya karte hai
Woh is kadar mujh par zulm dhaaya karte hai - 2
Meri khariyat bhi woh dusaron se pucha karte hai...
*
Jo mil jaye kabhi unse nazare
Woh sharma ke apna burkha gira laite hai
aur jab yaad meri aaye unko to be-parda hi
mujhe khidki se chup-chup kar nihara karte hai...

Comments
Post a Comment