khawaishin insaan ko gulam bana deti hain, aur zarurtein insaan ko sultan bana deti hain,
for eg, apni khawaish puri karne ke liye insaan kisi bhi had tak jata hai,yahan tak ke insaniyat bhi bhool jata hai magar zarurat ke insaan insaniyat nahi bhoolta nawaab jee
pani main na bahao apni khawaishoon ko yeh aansoo ki duniya hai baha le jayengi... khali waqt main kahin baith ke ro lena yaaron zaruratein insaan se gunah tak karwayenge...
Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Shiva Apna Kaam Karenge Tu Apna Kaam Kiye Ja. Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja Man Chhod Vyarth Ki Chinta Tu Shiva Ka Naam Liyeja http://shiva-sunny-raj.blogspot.in/2012/03/man-chhod-vyarth-ki-chinta-tu-shiva-ka.html *** Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Shiva Ji sabki chinta door karna sabko sukh-mann ki shanti pradan karna sabki ardas poori karna Maa ka hamesha har pal khayal rakhana Meri papon se mukt karna Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya Om Namah Shivaya
Satsang mein gota laga le Jeevan ko safal bana le Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Is jeevan se padega bhaiya sabko ek-din jaana Kaudi-Kaudi jamaa kiya sab chhodkar maal khazana Yahan koi na rahega Mata-Pita se rishta jodhke Yahan koi na rahega Dunia-daari se rishta jodhke... Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... Chhod Lobh-Jhoot-Kapat, Chugali-Krodh-Ahankaar Sabko ek-samaan samajh, Kar sewa ka karya... Yahan koi na rahega Kothi-Mehalo se naata jodhke Yahan koi na rahega Jaat-Biradari se naata jodhke Samay nikal thoda-thoda Chalta jaye samay ka ghoda... Chalta jaye samay ka ghoda... - Sunny
i totally dis-agree with u,
ReplyDeleteit should be,
khawaishin insaan ko gulam bana deti hain,
aur zarurtein insaan ko sultan bana deti hain,
for eg,
apni khawaish puri karne ke liye insaan kisi bhi had tak jata hai,yahan tak ke insaniyat bhi bhool jata hai magar zarurat ke insaan insaniyat nahi bhoolta nawaab jee
nazar, nazar ka fark hai...
ReplyDeletepani main na bahao apni khawaishoon ko
yeh aansoo ki duniya hai baha le jayengi...
khali waqt main kahin baith ke ro lena yaaron
zaruratein insaan se gunah tak karwayenge...
jo aapne kuch alfaz kahe hain, bas shabdon ka her-fer hai,
ReplyDeletenazariya ik he hai jnab,